
Priya
hamne obeserv Kiya hai aisa Kuch Nahi hai Jo hame ROK sake Kuch bhi Karne se ,hamari Apni dharnaye hi hai jinhone hame ROKe rakha hai Jaise ager Mai Apni jagah se hat gyi to MERI jagah kon lega ,SAB Kuch mujhe hi sambhalna hai Mai ager Apni position se hat gyi to SAB Kuch bikhar Jayega kyunki mere purane anubhav kahte hai, Maine Apni jagah se hat Kar bhi Dekh liya ikk Baar lakin jahan gyi the vahan bhi sukoon Nahi Mila mujhe isiliye vapas Ghar AA gyi the, ab Mai ye sochti Hu ki kaise Apni jagah rahkar hi Mai Kuch achha Kam Karu ? ye parshan aksar mere samne aa Jata hai mere aise rahne Mai kitni sachchai hai or Kahan tak hai?....🤔






























