
जिस कहानी को मैं अपनी पहचान मानकर जी रहा हूँ, क्या वह वाक़ई पूरा सच है, या सिर्फ़ उन चुनिंदा पलों का जोड़ है जिन्हें चेतना ने बाक़ी सब भुलाकर पकड़ रखा है, और अब जिसे बचाने में मैं अपनी पूरी ताक़त लगा देता हूँ? Han hamari life Mai bahut Sare anubhav aise hai Jo positive bhi hai or negative bhi , mujhe aisa feel HOTA hai ki koi mujhe samjhta Nahi hai jabki ye ho Sakta hai ki Maine hi Kabhi Kisi ko Nahi samjha ho ,Jaise ki jyadatar to Risto ko lekar ye bhav Aata hai ki samne wala mujhe ya MERI baat ko samjhe but aisa bhi ho Sakta hai ki yatharth iska Ulta ho ,samne wala hi kyun Mai kyun na samjhu ? ya mujhmai hi ye Kami hai ki Mai Apni baat ko achhe se explain Nahi Kar pati Hu,kya hai Jo bacha rahi hu?...🤔


















