
Priti
itna to samjh me aaya ki har purani pratha dhram nhi hai.. agar hme usme hinsa dikhe to use manne ke wjay uska virodh Krna chahiye lekin afsos ki baat ye hai ki mai virodh nhi kr pa rhi hu😥.... ye koi jaruri nhi hai ki sadhiyo se chali aa rhi purani pratha sahi ho aur dharmik ho..


















