
Anjali sah
B. kyuki pahli baat toh mujhe abhi prayapt jankariya nhi hai is vishay me, par haa itni toh smjh hai ki aisi prathaye kisi v rup me sahi nhi hai iske bawjud v log ise kiye ja rahe hai. aur agar hum aprayapt jankari lekar logo ko samjhane ki koshish karte hai toh ulta log hampe hamare sanskriti pe sawal uthane lagte hai ki hum sansakritik nhi hai hum iska isliye iska virodh kar rahe hai. isliye meri koshish philhal yhi hai ki phle mai khud ko jankaar bna lu fir kisi aur ko sikh du. dhanywaad 🙏


















