
Karuna Yadav
mujhe lagta logo ko phele mansik roop se yeh jaane chayia toilet saaf , kachra sark pr , river me gandegi nhi falane ki shiksa ghar aur school dono jagah deni chayia ghar me larki ko sare saaf safai ka kaam bataye jaate pr larko ko nhi jyada tr ghandegi larke hr krte hai. jab mai apne ghar aur aas paas me dekhti hu larke baathroom tk use krke paani bhi nhi dalte baathroom saaf bhi sabhi ka gharo me mahila hi krti saare kaam mahila ka liye chor diye hai sirf khud ek kamane ka jimma lakar .


















