
Neha
Acchi ladki ka arth aaj bhi smaj me vhi hai jo sadiyou se jydatr gharo ki mahilao ke liye kha jata hai. Smaj arthik roop se independent aur educated mahila ko kbhi bhi Acchi ladki ka darja dena hi nhi Chahta hai..Unki njar me ye sb secondary hai Acchi ladki vhi mani jati hai jo ghr ki bnai boundaries me rhe...Pariwar ke mrji se shadi bina objection ke bolna aur hr situation me adjust krne waali ladki ko Smaj Acchi manta hai kyuki sadiyou se yhi chla a rha hai to Kai to mahilaye kud bhi nhi chahti ki badlaw aaye mahilao ke Jeevan me ab.unhone kai Saal isi me Gujare. to apni beti ke liye bhi yhi khwab dekhte hai.. Is soch ko bdlne me vast lagena mgr bdlega Karur.🫰


















