
hamari dharnaaye manytaye bhi kisi andviswas se kam nahi hai festival me kuch dharnaye hi hoti hai jin pr pura ka pura lokdharam kaam karta hai or ek ko dekh kr dusra or dusre ko dekhkar sabhi karte hai mere jiwan मे भी लोग ये bolte hai ki aapke ladka nahi hai sayad isliye bolte hai ki ladka hoga to mujhe mere marne pr mukhagni dega or pind daan tarpan karega kintu mai ye maanti hu ki is tarike ke kisi bhi kiryakaram se mujhe mukti nahi milne waali mujhe to mera aatmgyan or satya ki pahchaan hi mukti dila sakti hai jiske liye maine suruaat kr rakhi hai 🙏 mai ek widow hu kaafi saal pahle pati ke chod jaane ke baad apni do betiyo ko lekr apne parents ke ghr rahne lagi jha meri mata ji ne ghr me hone waale shadi ke shubh karyo se is prakar dur rakha jaise ye samaj widwa aorto ko asubh maanta hai or is prakar ke karyo sr dur rakha hai mujhe us samay is baar ka kaafi dukh hua tha or dusri baar shadi ke samy mai khud alag thalag rahne lagi or bahut jaldi waha se nikal jaati hu taaki jada dukh na ho. lekin ab acharya ji ko sun rahi hu or kaafi kuch samj aa raha hai


















