
Deepak Patel
Mahilavo ke vastwik swatantrata me sabase badi badha unaka ahankar aur swarth hai. Acharya ji kahate tum majbur ho mat kaho tumhara swarth hai. jisase tum galat visay ke sath fas jate ho . kyonki ahankar hamesha apane ap ko bachane ka koshish karata hai vah adhura hai aur hamesha pura hone ki koshish karata hai. Aur ahankar ka vigalan hi vastwik swatantrata aur ajadi hai.


















