
mere yha bhi bachhe ye ti sach bachhe vahi kerte hai jo bado ka kerte huye dekhte hsi mera ek 12 sal ka bhateeja hai ...vo hostel me rhta hsi .... ek do bar usake hostel se sikayt ayi ki ye choti kiya hai dusare bachho ka saman ....ab do bar ho gya ...ek ek ladke ka kapda chura liya tha ek bar chabhi....mujhe sikayt mili to mai gussa to bahut lagi lga ek jhapd lga hi dun ......but yad aya achary ji ki bat ki bachhi ko aise nhi samjhate .........to msi nshi mari mai usko samjhaye meri samjhaye hua usake dimak me gya yaa nhi pta nhi .. per ek galti huyi gher me btaye to usaki mamme bahut dati our pitaji bhi ker di ....nana nani uske kuchh nhi bole but mamme pitaji bhi ki .....abhi hostel me pahucha diye h is bar sikayt abhi nhi ayi hsi...bachhe jo dekhte hai badi ka vahi dikhte hai.


















