
vedanta me satya ki or sanket karne vale shabd . sakaratmak. atma, bramh , kaivalya , parmatma, satya , budh , shubh, sachidanand , anand , shanti , purdta , parmbramh nakaratamk , neti-neti, adrishya , nirakar , arup , nirgud , na adi na ant , na janma na mrityu , Mai sakaratmak shabdo ki or jada jhuki pati hu khud ko . ex. ye mill jaye to shanti mill jayegi , Mai atma hu , shant raho , santusht raho , vishy me purdta pane ki chah , itna bhi kisi ko nhi mil rha , is liye mai baar 2 khud ko yaad dilate hu mai sharir nhi hu , mai kamjor nhi hu , meri pahchan mere sathan , ling , jati se nhi h , mera ajj kal pe adharit hokar nhi chalna chahiye , meri phchan chahere, parivar se nhi h , mai kisi chhetra tak simit nhi hu adi


















